Monday, 30 September 2019

Facebook ID Block or unBlock Kaise karte hai [Best Tarika]

Facebook, jispar har ek us bande ka account hai jo internet ke bare me thoda bhi janta hai.
FB par jadatar 2 karano ke liye account banate hai –
  1. Anpe Personal life ko apne dosto se share kene ke liye or unse jude rhane ke liye.
  2. Apne Business ko Promote karne ke liye. (Facebook Page or Facebook Group ki madad se).
Hamari jo Personal Profile hoti hai usme bhut si aesi chij hai jo ham public se share nahi kar sakte, Jese Apne Firends list, Agar ham chahe ki hame koi aesa banda friend request send na kare jisko ham nahi jante to ham wo bhi kar sakte hai.
Jese ek sikke ke 2 phelu hote hai ussi trha kar ek chij me kuch achaiya hoti hai to kuch buraiya bhi hoti hai.. Jese hamare facebook account ko koi hack kar sakta hai, par mene iske bareme phele hi bataya hai kaise fb account ko hack hone se bachaye.
Facebook acount me id block or unblock kaise karte hai uski puri jankari hindi me
Bhut bar aesa hota hai koi hame facebook par paseran karte hai, bar bar tag, comment karke ya fir hame bar bar kisi chij ke liye invite karta hai, ya faltu ke message send karta hai. to ham unko Block kar sakte hai facebook par, or jab chahe unblock bhi kar sakte hai.
Table of Contents [hide]
    • Facebook Par Kisi ko Block karne Par Kya Hota Hai
  • facebook id block karne ka tarika
    • FB ID Open karke Block kaise kare
    • Setting mese Block kare
  • Facebook ID UnBlock Kaise Kare

Facebook Par Kisi ko Block karne Par Kya Hota Hai

  • Hamari Porfile par kya hai wo nahi dekh sakta.
  • Hame Tag nahi kar sakta.
  • Hame kisi Facebook Event or Group ke liye invite nahi kar sakta.
  • Hamse Facebook par chat nahi kar sakta.
  • Hamari Post par comment nahi kar sakta.
  • Hame Friend nahi bana sakta. (agar phele se friend hai to unfriend bhi ho jayega.)
Jis ID ko ham Block karte hai us ID se hamari ID khulti hi nahi hai.. uske liye hamari ID hoti hi nahi hai.

facebook id block karne ka tarika

Simple kisi ko Block karna hai to uske bhut se tarike hai.
  • Jisko Block karna hai uski ID open karke usko Block kar sakte hai.
  • Apne Account ki setting me ja kar ID Block kar sakte hai.

FB ID Open karke Block kaise kare

Step 1: Sabse Phele Apne Facebook Account me Login kare,
Step 2: jisko Block karna hai Facebook par uski ID open kare.
Step 3: 3 dots hai uspar click kare fir block karde.. Image me dekhe kaise.
id ko open karke usko block kare

Setting mese Block kare

Step 1: Sabse phele Apne facebook account me login karna hai.
Step 2: ab Account ki setting me jana hai.
facebook account ki setting me jaye
  1. Down arrow par click kare
  2. Setting par click kare
Step 3: Ab Blocking ke section me ja kar account Block kar sakte hai.
facebook par kisi ki id block kaise karte hai
  1. Blocking par click kare
  2. Ab jisko Block karna hai, uska Naam ya fir Email ID dale
  3. Block ki button par click kare
  4. Jo aapki ID me Blocked kiye huee hoge naam niche aayege.