Monday, 30 September 2019

🔗Backlinks Index jaldi kaise karaye [How To Index Backlink Fast]

Backlink jo ki sabse main Off Page SEO factor mana jata hai kisi bhi website ko rank karane ke liye, To aese me ham apni website ke liye backlink to bana lete hai, par uska jabtak search engine me koi fayda nahi milta, jab tak Backlink Google me Jaldi Indexkaise karate hai HMH naa ho.
Backlink kya hoti hai wo to aapne yaha read kar hi liya hoga.
Abhi ham Iss Article me wahi janne wale hai ki Apni Backlink ko jaldi Index kaise karate hai, or kya kya Links Index karane ke tarike hai.
Backlinks Index jaldi kaise karaye
Table of Contents [hide]
  • Backlinks Index Jaldi Karane ke Best Tarike [How To Index Backlinks fast Best Method]
    • 1: Ping Services ka Use karke Backlink Index karaye
    • 2: Fetch As Google use karke Backlink Index karaye
  • Backlinks index Q nahi hote ? [ why my backlinks not indexing]
    • Low quality Backlinks
  • Website or Backlinks Track Kare

Backlinks Index Jaldi Karane ke Best Tarike [How To Index Backlinks fast Best Method]

Backlink ko Index karana koi jada muskil kaam nahi hai, wass hame thoda sa smart work karna hai taki Google tak wo link phuch sake.. Backlink Fast Index karane ke 2 best tarike me aapse share kar raha hu.

1: Ping Services ka Use karke Backlink Index karaye

Jo Ping Service website hoti hai, wo karti hai ye jab bhi unme koi Link submit karte hai to wo jitne bhi search engines hoti hai usko batati hai ki iss link me kuch update hua hai.. to aese me wo page jaldi index ho jata hai.
Wese Ping Service ki bhut si website hai, aap kisi ka bhi use kar sakte hai.. Simple aapko karna ye hai.. sabse phele aaapne jitni bhi site par Backlink banai hai unn page ke URL ki List bana le, fir Ping Site par unko Upload karde.
Aapki Link Submit karne ke 24 ghanto me aapki Backlink Index ho jayegi.
Badiya Ping Service Websites:
  • pingomatic
  • linklicious
  • indexkings

2: Fetch As Google use karke Backlink Index karaye

Google ka Fetch As Google Feature ke ware me to aap jante hi hoge, jo Google Website me ek option hai, jiski madad se ham apni Link Sumbit karke Post Jaldi Index karate hai.
Webmaster ki madad se Backlink ko Index karane ke liye aapko Sabse phele Blogger par Free Blog banana hoga, or uss Blog ko Google Search Console me add karke Verify kar lijiye.
Ab jo Blog aapne banaya hai, usme jitni bhi Backlinks aapne banai hai uski links usme paste karke wo article publish kar dijiye..
Post publish karne ke baad post ka url copy karke, google webmaster tool me > crawlfetch as Google> apna post ka url paste karken > fetch pe click Kare
Backlink Google me Jaldi Index kaise karate hai HMH
fir page refresh karken > request indexing pe click Karen> or fir “crawl this page another links” select karken “ok” pe click kar dijiye.

Backlinks index Q nahi hote ? [ why my backlinks not indexing]

Banklink Agar Index nahi ho rahi hai to uska sirf ek karan hai or wo hai Low Quality Backlink.

Low quality Backlinks

Low Quality Backlinks wo hoti hai, jo kisi aesi website par banai gai ho jiski achi reputation naa ho.. Agar Jis website par hamne backlink banai hai wo achi nahi hai to simple si baat hai wo jaldi Index nahi hoti hogi.. Isliye kosis kare Backlink sahi jagha hi banaye, warna aapko Fayde ke jagha nuksan bhi ho sakta hai Bad backlink se.
Bad Backlinks ka Pata karke Kaise Remove kare Blog se uski puri jankari aapko yaha mil jayegi.
High Quality Backlink banane ke kya sahi tarike hai wo yaha share kiye hai, wo bhi aap jarur dekhe ek war..

Website or Backlinks Track Kare

App Index Checking ka use karken apni website Google me index hai ki nahi check kar sakte hoi. Ye tool bilkul free hai. (Wese Aap site Google search me Site:yourwebsite.combhi search karege to pata chal jata hai.)
Backlinks Track or chack karne ke liye ape SeoReviewTools ka use kar sakte hoi ya tool vi free hai or isme koivi limitions vi nahi hai.
Conclusion:
To abhi aapne jana Backlink Jaldi Index kaise karete hia or kay tarike hai Backlink ko Jalti Index karane ke.. iske sath aap ab ye bhi jaan chuke hai ki Q Backlink Index nahi hoti..
Ummid karta hu aapko meri di hui jankari pasand aai hogi, agar aapka koi sabal ya sujab ho to comment karke jarur bataye..