Monday, 21 January 2019

padhai mai apna man kese laga ye aur success ho shakte hai

padhai mai apna man kese laga ye aur  success ho shakte hai?



dosto agar app apni life mai bahot age jake success ful insan banana chahta hai to apka man pdhai mai lagna bahot jaruri hai.jyada tar logo ka man padhai mai nahi lagta hai toh ushko meri yeh batayi gayi tips she ushka man padhai mai jarur lagega.
padhai mai apna man kese lagaye
agar dosto kisi ke dabav mai akar aap padhai kar rahe ho toh aap ko apni jindgi mai kuch milne wala nahi hai. aap apne parents ke dabaw mai ake padhto shalkte hai lekin school- college ke pass mai. apke man ko padhne ki ichha nahi hai tab apka padhna bekar hai.
ajkal school; aur college mai padhai mai itna competitaion hai ki agar aap 60% ya 65% marks she pass hote toh apko koy nahi puchhta hai admission ke liye toh kahi bhi school ya college mai apko admision bhi nahi milta hai.
agar aap doantion deke school aur college mai admision le lete hai. tab bhi apka man padhai mai nahi laga shakta hai.
padhai mai apna man laga ke padhne ka fayda jan.
agar aap kisi bhi book ko achhe she dil lagake p[adhte hai toh aap jo book padh rahe hai toh apki padhai mai ruchi ane lagegi aur apko jaldi samaj mai aa jayega
Agar aap dhyan lagake kisibhi topic ko padh rahe hai toh apko jaldi yaad rahega.
apko nind bhi nahi lagegi agar aapo dhyan she padhna chate ho to.
padhay mai man na laga ke padhne ka nukshan jane
agar aap padhte samay dhyan she nahi padhoge jo apne yaad kiya wo aap dusre din hi bhul javoge.
agar app padhate samaya udhar idhar bhi dekhenge apko padhai boring lagne lagegi .
agar dhyan lagakar nahi padho ge toh apko nind bhi bahot ayegi aur alas bhi bahot ayegi.
toh dosto aap iss dono ke bich mai antar dekh shkate hai aur khud hi apna fayda auir nukshan ke bare mai dekh shkate hai.
toh apna wakt gavaye nahi aur apna man padhai mai lagaye

best of luck all friens……….. enjoy comment and share this post…